Karam se hum par Imam-e-Jafar Hain saya-gastar Imam-e-Jafar
Hamein ho kyun kar Imam-e-Jafar Adu ka ab dar Imam-e-Jafar
Sakha ke paikar Imam-e-Jafar Ghareeb parwar Imam-e-Jafar
Haya ke paikar Imam-e-Jafar Hamare rahbar Imam-e-Jafar
Tu door dilbar Imam-e-Jafar Gham-o-alam kar Imam-e-Jafar





