Hazrat Aisha ne jo ek baar Sone ke kangan se apni kalai sajai
To farmaya Sarkar ﷺ ne Tum Muhammad ﷺ ki biwi ho tum ko yeh zeba nahi Aisha
Dusre lamhe un ki kalai mein sone ke kangan na the Phir jo dekha Nabi ﷺ ne to kehne lage
Itna kafi hai insaan ki zindagi ke liye Jis qadar ek musafir ko zaad-e-safar





