Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja Tu ameer-e-haram, main faqeer-e-ajam Tere gun aur yeh lab, main talab hi talab Tu ata hi ata, main khata hi khata Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja Ilham hai jaama tera Quran amama hai tera Mimbar tera arsh-e-bareen Ya Rehmatul-lil-Aalameen Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja Tu haqeeqat hai main sirf ehsas hoon Tu samundar mein bhatki hui pyaas hoon Mera ghar khaak par aur teri rehguzar Sidratul-Muntaha Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja Ae farishto woh Sultan-e-Meraj hain Tum jo dekho ge hairan ho jao ge Zulf tafseer-e-Wallail ban jaye gi Chehra Quran sara nazar aaye ga Mere Aaqa Imam-e-saf-e-ambiya Naam pe un ke lazim hai Salli Ala Mustafa Mujtaba Khatam-ul-Mursaleen Ya Rehmatul-lil-Aalameen Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja Khair-ul-Bashar rutba tera Awaz-e-Haq khutba tera Afaq tere saame'een Sa'is Jibreel-e-Ameen Ya Rehmatul-lil-Aalameen Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja Tu hai ehram-e-anwar bandhay huay Main duroodon ki dastaar bandhay huay Ka'ba-e-ishq tu, main tere chaar su Tu asar main dua Tu kaja man kaja Tu kaja man kaja





