We've added ads to help keep the platform running and improving for you.

Taiba Ki Hai Yaad AyiNot Verified

Saim Chishti

Taibah ki hai yaad aayi ab ashk bahane do Mehboob ﷺ ne aana hai raahon ko sajane do



Get Lyrics On-The-Go! Download Our App Now!

Get it on Google Play


Main teri ziarat ke qabil to nahin maana Yaadon ka Shaha ﷺ apni khwabon mein to aane do


Jo chaho saza dena Mehboob ﷺ ke darbano! Ek baar to jaali ko seenay se lagane do


Mushkil ho agar mera Taibah mein abhi jaana Ashkon ki lari koi ab tootne mat paaye


Aaqa ﷺ ke liye aise alfaaz kahan Saimؔ Ashkon ki zubaani hi ek naat sunane do

No More Screenshots! Save Storage with Our Lyrics App!

Get it on Google Play

midhah-logo-grey© 2026 Midhah