Ja ke saba to koee Muhammad sallallahu alayhi wasallam La ke sangha khushboo-e Muhammad sallallahu alayhi wasallam Hashr ka khof hai sab par ghalib sab hain riza-e haq ke talib Tashna dehaano gham hai tumhein kya abr-e karam ab jhoom ke barasa Lo woh khulay geeso-e Muhammad sallallahu alayhi wasallam Rung hai unka bagh jahan main un ki mehak hai Khuld-o-Jinaan mein Sab mein basi khushboo-e Muhammad sallallahu alayhi wasallam Musk o gulab o oud o amber khak mein daalo sab ke upar Paon agar khushboo-e Muhammad sallallahu alayhi wasallam Deen ke dushman unko sataayein den yeh hamesha un ko duayein Sab se nirali khoye Muhammad sallallahu alayhi wasallam Ho na Jamil Qadri muztar haath utha kar haq se dua kar Mujh ko dikha de koee Muhammad sallallahu alayhi wasallam





