Khwaja-e-Khwajagaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz Qibla-e-aarifaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz
Sayyid-e-zahidaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz Zeenat-e-aarifaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz
Murshid-e-naaqisaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz Rehbar-e-kaamilaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz
Haadi-e-gumraahaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz Muslih-e-aasiyaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz
Haami-e-be-basaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz Hain kas-e-be-kasaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz
Ai shah-e-salihaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz Hum pe hon meherbaan Ghareeb Nawaz, Ghareeb Nawaz





