Ya Rasool Allah ﷺ Ya Rasool Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ
An-Nabiyu sallu 'alayhi salawatullahi 'alayhi Wa yanarul barakati kullu man sallā 'alayhi An-Nabiyu ya hadireena i'lamul 'ilmal yaqeeni Anna Rabbul 'aalameena farada sallā 'alayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi
Ka'be ke badrud duja tum pe karoron durood Taibah ke shamsud duha tum pe karoron durood Shafi-e-roz-e-jaza tum pe karoron durood Dafi-e-jumla bala tum pe karoron durood Ya Rasool Allah ﷺ, Ya Habib Allah ﷺ
An-Nabiyu yaman hadara, an-Nabiyu khayrul basharu Man lahu shaqqul qamaru wa nazala sallim 'alayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi
Dil karo thanda mera kaf-e-pa chand sa Seene pe rakh do zara tum pe karoron durood Zaat hui intekhab wasf hue lajawab Naam hua Mustafa ﷺ tum pe karoron durood Ya Rasool Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ
An-Nabiyu dhakal 'aroosi dhikruhu yuhyin nufoosi An-Nasara wal-Majoosu aslamu 'ala yadayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi
Be-hunar o be-tameez kis ko hue hain azeez Ek tumhare siwa tum pe karoron durood Aas hai koi na paas ek tumhari hai aas Ya Rasool Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ Seena ke hai daagh daagh keh do kare baagh baagh Taibah se aake saba tum pe karoron durood
An-Nabiyul Mustafa inu zam zam o safa Man ta'ala sharafa kullukum sallā 'alayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi An-Nabiyul Mujtaba, an-Nabiyu sakin Quba Hubbuhu limadh-haba Rabbana sallā 'alayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi
Tum se jahan ka nizam tum pe karoron durood Tum pe karoron sana tum pe karoron durood Tum ho jawad o kareem tum ho raoof o raheem Bheek ho data ata tum pe karoron durood Khalq ke hakim ho tum rizq ke qasim ho tum Tum se mila jo mila tum pe karoron durood Nafi o dafi ho tum shafi o rafi ho tum Tum se bas afzoon Khuda tum pe karoron durood Shafi o nafi ho tum kafi o wafi ho tum Dard ko kar do dawa tum pe karoron durood Ya Rasool Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ Barse karam ki bharen phoole ni'am ke chaman Aisi chala do hawa tum pe karoron durood Kyun kahoon be-kas hoon main kyun kahoon be-bas hoon main Tum ho main tum par fida tum pe karoron durood Ya Rasool Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ
An-Nabiyu dhakal maleehi qawluhu qawlun saheeh Wal-Qur'anu shay'un faseeh alladhi unzila 'alayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi
Kar ke tumhare gunah mange tumhari panah Tum kaho daman mein aa tum pe karoron durood Hum ne khata mein na ki tum se ata mein na ki Koi kami sarwara tum pe karoron durood Aankh ata kijiye is mein ziya dijiye Jalwa qareeb aa gaya tum pe karoron durood Kaam woh le lijiye tum ko jo raazi kare Theek ho naam-e-Raza tum pe karoron durood Ya Rasool Allah ﷺ Ya Habib Allah ﷺ
Wal-Hasanu ummul Husain lin-Nabiyu raihanataini Fatimah qurratu 'aini jadduhum sallu 'alayhi Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah An-Nabiyu sallu 'alayhi
Yeh 'Ubaid-e-adna ghulam tera hai Khair-ul-Anam Waqf-e-midhat ke liye is ki ho umr tamam





