Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba Sarkar ki aamad, marhaba Sardar ki aamad, marhaba Huzoor ki aamad, marhaba Pur-noor ki aamad, marhaba Marhaba bolo marhaba
Mominon waqt-e-adab hai Aamad-e-Mehboob-e-Rab hai Jaye aadab-o-tarab hai Aamad-e-Shah-e-Arab hai
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba
Utho aaya Taj-wala Arsh ki aankhon ka tara Sab kaho aaye mah-e-Taibah salat-ul-lahi 'alaika
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba Deen ka ho bol bala Sohniyon ka rukh ujala Dushmanon ka munh ho kala salat-ul-lahi 'alaika
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba Sarkar ki aamad, marhaba Sardar ki aamad, marhaba Huzoor ki aamad, marhaba Pur-noor ki aamad, marhaba Aaqa ki aamad, marhaba Data ki aamad, marhaba
Abr-e-rehmat chha gaya hai Ka'abay pe jhanda gaara hai Baab-e-rehmat aaj khula hai Aamad-e-Shah-e-Arab hai
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba
Baj rahe hain shadiyanay But lagay kalma sunanay Har zaban pe hain taranay Aamad-e-Shah-e-Arab hai
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba
Aamina Bibi ka jaya Barhween tareekh aaya Subh-e-Sadiq ne sunaya Salat-ul-lahi 'alaika
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad, marhaba Sardar ki aamad, marhaba Huzoor ki aamad, marhaba Pur-noor ki aamad, marhaba Aaqa ki aamad, marhaba Data ki aamad, marhaba Marhaba bolo marhaba
Bakhsh do meri khatayain Door hon gham ki ghatayain Bhej do apni atayain Salat-ul-lahi 'alaika
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba
Is Jameel-e-Qadri par ho karam Mehboob-e-Dawer Chashm-o-dil kar do munawwar salat-ul-lahi 'alaika
Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad, marhaba Sardar ki aamad, marhaba Huzoor ki aamad, marhaba Pur-noor ki aamad, marhaba Aaqa ki aamad, marhaba Data ki aamad, marhaba Yaseen ki aamad, marhaba Taha ki aamad, marhaba Marhaba bolo marhaba Jhoom kar bolo marhaba





