Kaun mein kaun hai tu hi tu, tu hi tu hai Ya Man Hu Tu hi tu hai tu har su Ya Man Laysa Illa Hu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu Zarre mein noor hai gul mein bu, koyal koke "ko ko ko" Pi kahan "papiha kahe har su Allah, Allah, Allah La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
Kasrat mein hai kaisi wahdat, wahdat mein phir kaisi kasrat Chashm-e-mast mein teri rangat, phoolon mein teri khushbu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
Tur bana hai zarra zarra, noor bana hai qatra qatra Tera sanagar but ka banda, sajda buton ka teri su La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
Rooh mein tu hai dil mein tu, meri aab-o-gil mein tu Asl mein tu hai zill mein tu Haq Haq Haq, Hu Hu Hu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
La ma'buda illallah, La mashhuda illallah La mawjuda illa Hu, La maqsuda illa Hu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu Rooh-o-dil, sirr aur khafi, akhfa mein bhi hai tu hi Qalb-e-sanobar, neel-o-mari, jaari sari sab mein tu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu Hasbi Rabbi Jallallah, ma fi qalbi ghayrullah Noor-e-Muhammad ﷺ, Allah, Allah, Allah La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
Awwal tu hai aakhir tu, batin tu hai zahir tu Qadir Qadir Qadir tu, Allah, Allah, Allah La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
Tu mera aqa main tera banda, banda bhi kaisa ghinouna banda Lows-e-ma'asi se aganda, kar apne karam se afw afu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu
Tehreer hai aab-e-zar se waraq, hai dil mein likha Hamid ke sabaq Antal Hadi, Antal Haq, Laysal Hadi illa Hu La ilaha illallah, La ilaha illallah, La ilaha illallah, Ya Man Laysa Illa Hu





