Yeh kaisi ata parata ho gayi hai Likha jo Muhammadﷺ sana ho gayi hai Mujhe bhi khudara Madinay bala leen Yahan zindagi ab saza ho gayi hai Kya zikr maine Habib-e-Khuda ka Muattar yahan ki fiza ho gayi hai Main har pal sana-e Muhammadﷺ mein gum hoon Mere dil ko taskeen ata ho gayi hai Liya taregi mein jo naam-e Muhammadﷺ Mere chaar sau phir diya ho gayi hai Bichhar kar diar-e Nabiﷺ se Hazifa Khushi mujh se haraq khafa ho gayi hai





