Aaj dunya mein Khair-ul-Wara aa gaye Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye
Bazm-e-kaunain mein har taraf shor hai Mustafa aa gaye Mustafa aa gaye
Arsh walay mubarak hai denay lagay Farsh walo Habib-e-Khuda aa gaye
Sar-e-adab se rasoolon ke bhi jhuk gaye Jis ghari Syed-ul-Anbiya aa gaye
Har taraf hai Niazi samaan eid ka Mustafa aa gaye Mujtaba aa gaye





