Kaun bola Banda ke Maula Hadh-al-Maula Man kuntu Maula yeh kaun bola
Raaz-e-Anal Haq Saaz-e-Hoo-al-Haq Aaf kama haq Bhed na khola Man kuntu Maula yeh kaun bola
Aina ma kuntum Ana wa antum Kuntu hayatum Shola hi shola Man kuntu Maula yeh kaun bola
Tu noor-e-aini Tu qalb-e-jismi Tu rooh-e-qalbi Rooh aaj bola Man kuntu Maula yeh kaun bola
Kharman ki bijli Ain-e-tajalli De ke tasalli Aag bagoola Man kuntu Maula yeh kaun bola
Noor-e-mujassam Phool pe shabnam Gesoo-e-barham Ni'mal Maula Man kuntu Maula yeh kaun bola
Khushboo-e-gesoo Phaili hai har soo Goya hua Hoo Laisa-al-Maula Man kuntu Maula yeh kaun bola
Wassif-e-ghayail Toota hua dil Har dil ke ba-dil Bismil na bola Man kuntu Maula yeh kaun bola




