Sab se bada darbar Madine wale ka Noorani darbar Madine wale ka
Le ke chalo ab mujh ko Madine le ke chalo Main toh hoon bimar Madine wale ka
Mujh ko hoga naaz ke jab sab mujh ko kahein Mangta hai sarkar Madine wale ka
Mere dil ki koi tamanna hai toh yahi Ho jaaye deedar Madine wale ka
Jo hain Nabi ke aashiq woh kehte hain Ho jaaye deedar Madine wale ka
Jo hain Nabi ke dushman woh yeh kehte hain Aala hai kirdar Madine wale ka
Mohsin ek din hum bhi Taiba jayenge Dekhenge darbar Madine wale ka