Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Ae Gumbad-e-Khizra ke makeen waqt-e-madad hai Ae taj-e-nabuwwat ke nageen waqt-e-madad hai
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Mehboob-e-Khuda bahr-e-Khuda laye tashreef
Le kar alam-e-fatah-e-mubeen waqt-e-madad hai Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Hai ummat-e-marhooma teri bekas-o-lachar Taskeen rahe qalb-e-hazeem waqt-e-madad hai
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Nargay mein shayateen ke hain Shaha tere khuddam
Sultan-e-zaman Shah-e-zameen waqt-e-madad hai Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Tayyar hai girne ko falak sar pe hamare Aamada hai phatne ko zameen waqt-e-madad hai
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Allah Allah Allah Allah Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Jeene ka sahara hai na marne ka thikana
Be-maut na mar jayen kahin waqt-e-madad hai Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Ae Hadi-e-Kul fakhr-e-rusul sahib-e-me'raj Shah-e-do-jahan sarwar-e-deen waqt-e-madad hai
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Ya Rasool Allah Ya Habib Allah Aaqa ﷺ teri sarkar mein hazir hai gunahgar
Ae ummat-e-aasi ke mu'een waqt-e-madad hai Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Ya Rasool Allah Ya Habib Allah