Sab jagmag taaron mein hai sarkaar ki khushbu In saari bahaaron mein hai sarkaar ki khushbu Bazaar hoon Makkah ke ya Bazaar-e Madinah In saare bazaaron mein hai Sarkaar ki khushbu Sadiq hoon Farooq hoon Uthman ya Haider radi Allahu ta'ala anhu Taibah ke hoon gulzar ya Firdous ke gulzar In sab darbaaron mein hai Sarkaar ki khushbu Makkah ya Madinah ke jo sab ghaar hain Saqib In saare ghaaron mein hai Sarkaar ki khushbu