Nabi ki oonchi shaan Nabi ki oonchi shaan Shan Nabi mein naghme gaaye sara yeh jahan
Sare jag mein dhoom machi hai Allah ke dildaar ki Sari Khudai aashiq hui haiNabiyon ke sardar ki Allah Taala noori malaik aur parhe insan
Sare jahan ae pyare Aqa Rabb ne banaaye tere liye Sooraj chaand sitaaron se aflaak sajaaye tere liye Tujh ko banaaya Allah pyare khud apni pehchaan
Tere naghme pyareAqa chaand sitaaray parhtehain Jin wa bashar aur hooromalaik ghulaam sare parhtehain Tere hi charchay sare jag mein Nabiyon ke sultan
Rahmat wala meena hai barsta har us ja pe dosto Nori malaik aakar choomen haraas ja ko dosto Jis ja pe hain qadam lagaaye Nabiyon ke sultan
Arsh-e-Ala pe ja kar jis ne Allah ka deedar kiya dukhiyaron ko sine lagaaya har aasi se pyar kiya Sare samundar sare darya bol uthe Irfan