Muhammad ﷺ Mustafa se lagana hum nah chorain ge Diya un ki mohabbat ka jalaana hum nah chorain ge Nabi ka naam bagri ko bana deta hai pal bhar mein Yeh le kar naam bagri ko banana hum nah chorain ge Yeh muthi bhar jo munkar hain yeh rokain laakh hum ko magar Nabi ka naam ke naare lagana hum nah chorain ge Rahein jalte adu saare Hai Milad-e-Nabi yaaro manana hum nah chorain ge Yeh bid'at laakh keh keh kar janam ka indhan Khare ho kar salam par sunaana hum nah chorain ge Aye Saqibؔ rab hai karta ata magar Aqa ke sadaqe se Nabi ke naam ka sadaqa hai khana hum nah chorain ge