Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi Bolo ya Nabi ya Nabi ya Nabi ya Nabi Koi guftagu ho lab par tera naam aagaya hai tera zikr karte karte yeh maqam aa gaya hai Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi Dar-e-Mustafa ka manzar meri chashm-e-tar ke andar Kabhi subh aagaya hai Kabhi shaam aa gaya hai Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi Yeh talab thi Anbiya ki Rukh-e-Mustafa ko dekhein Yeh namaz ka wasila inhein kaam aa gaya hai Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi Do Jahaan ki ni'maton se teri dar se jo bhi maanga Mere daman-e-talab mein wohi tamaam aa gaya hai Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi Woh PK Sheikh Saadi bulugh al-Aliya pukaaray Mere dast-e-natawan mein wohi jaam aa gaya hai Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi Woh adib jis ne mahshar mein bapa kiya hai mahshar Meri dhadkan mein ya Nabi meri saanson mein ya Nabi