Mere Nabi pyare Nabi hai martaba bala tera jis jagah koi pahunchaa nahi dekha wahaan tilwa tera Ya saroor-e-duniya wa deen tujh saa Nabi koi nahi Ba'd az Khuda maah-e-mubeen thaani nahi Wallah tera tera sarapa ya Nabi tafsir hai Quran ki Wal-layl mu Taha jabeen wa ash-shams hai chehra tera Sarkash joothe mail hoye dushman joothe qail hoye Mashoor kun tha kis qadar ya Mustafa lahja tera Rehmat thi poore josh par main bhi nahi tha kuch bekhabar Tujh ko tujh se mang kar acha raha mangta tera Ae waris-e arz wa sama chashm-e karam bar haal-e ma Niazi phir Shaha woh gumbad-e Khizri tera