We've added ads to help keep the platform running and improving for you.

Main Sab Se Bura Hun Nigah e Karam HoNot Verified

Main sab se bura hoon, nigah-e-karam ho Sarapa khata hoon, nigah-e-karam ho Mujhe maangne ka saleeqa nahi hai Magar maangta hoon nigah-e-karam ho Huzoor aap se aap ko maangta hoon Faqeer aap ka hoon nigah-e-karam ho Yaqeenan teri rehmaton ne sambhala Main jab bhi gira hoon nigah-e-karam ho Tumhari hi nisbat hai sarmaya mera Main sirf aap ka hoon nigah-e-karam ho Mujhe apne qadmon mein bulwa lo Aaqa Karam Shah-e-Wala nigah-e-karam ho Main sab se bura hoon, nigah-e-karam ho Sarapa khata hoon, nigah-e-karam ho Mujhe maangne ka saleeqa nahi hai Magar maangta hoon nigah-e-karam ho Huzoor aap se aap ko maangta hoon Faqeer aap ka hoon nigah-e-karam ho Yaqeenan teri rehmaton ne sambhala Main jab bhi gira hoon nigah-e-karam ho Tumhari hi nisbat hai sarmaya mera Main sirf aap ka hoon nigah-e-karam ho Mujhe apne qadmon mein bulwa lo Aaqa Karam Shah-e-Wala nigah-e-karam ho



No Internet? No Problem! Get the App for Offline Lyrics!

Get it on Google Play

Free Up Space - Get Lyrics Without Bulky Screenshots!

Get it on Google Play

midhah-logo-grey© 2026 Midhah