We've added ads to help keep the platform running and improving for you.

Main Naat e Nabi Ke BaabNot Verified

Rehman Hafeez

Main naat-e-Nabi ﷺ ke baab mein tha Khaama bhi ik iztiraab mein tha


Main parhne laga durood un par Yeh shauq mere nisaab mein tha


Phir izn-e-hunar ata hua aur Dekha ke main us janaab mein tha



Get Lyrics On-The-Go! Download Our App Now!

Get it on Google Play


Aur kitni hi der tak mera jee Us husn ki aab-o-taab mein tha


Hassan ke peechay peechay jaayen Yeh hukum hamare baab mein tha

Find Your Favorite Lyrics Anytime, Anywhere - Install the App Today!

Get it on Google Play

midhah-logo-grey© 2026 Midhah