Jalvoon mein Muhammad ﷺ ke ghar jaaun ga main ja kar Galiyon mein Madine ki mar jaaun ga main ja kar Uljhay huay ab tak jo suljhay na kisi tarah Woh kaam Madine mein kar jaaun ga main ja kar Na hashar ka khatka aur na khof-e lahd ho ga Jab dar pe Muhammad ﷺ ke gar jaaun ga gamein jaakar