Ho jati hai ab to har maqbool dua meri Main jab se hua tera sunta hai Khuda meri Tum paish-e-nazar rehna Sarkar-e-ibadat mein Jo bhi hai qaza ab tak ho jaaye ada meri Bas ek tamana hai manzil ho Madinah ki Jab roze par pahunchon main aa jaaye qaza meri Yeh raaz batataoon main ab apne tabeebon ko Tum zikr-e-Nabi chhedo bas yeh hai sava meri Maqbara mein meri aakar Sarkar ne farmaya Ghabra na ae deewane ek naat suna meri