Har nazar kaanp uthayegi Mahshar ke din khauf se har kaleja dehil jaaye ga oardh kar kaali kamli woh jaayenge Hashr ka sara naqsha badal jaaye ga Aalam-e Nafsi Nafsi mein Ae humnawa dekhna aise mein azmat-e Mustafa Muskara ke jo dekhayenge Salli Ali har pareshan ka dil behl jaaye ga Saroor-e Anbiya Munis-e-be-kasaan Shah-e-Kun-o-Makan Hadi-e-Ins wa Jahan Aap ki gar nigah-e-karam hogayi har azaab aake rehmat mein dhal jaaye ga Mera kya kar sakay gi bhanor mein bila-naz hai aap par Ya Habib-e Khuda Aap ka naam lete hi beera mera doobte doobte bhi sambhal jaaye gi Apni chaukhat pe Sarkaar bulaye kuch to Bikal ke baare mein farmaiye Ae Maseeh-e-Du-Aalam chale aaye warna beemar ka dam nikal jaaye ga