Har ja baj raha hai Sarkaar ka taraana Aur sukoon de raha hai Sarkaar ka taraana
Noori bhi parh rahe Sarkaar ka taraana Jag sara ga raha hai Sarkaar ka taraana
Saare jahan ke andar jis waqt ja ke dekho Har aan baj raha hai Sarkaar ka taraana
Lab choomte hain us ke aake farishtay noori Jo shakhs parh raha hai Sarkaar ka taraana
Kaaba ka minaar falakon ka taraa taraa Har waqt parh raha hai Sarkaar ka taraana
Hooru ghulamaan saare thaqib har waqt parh rahe hain Allah hi parh raha hai Sarkaar ka taraana