Har jaa pe rehmat hai Sarkaar-e-Madinah ki Har jaa pe hukoomat hai Sarkaar-e-Madinah ki
Allah ne banaya unhein sultan hai Nabiyon ka Kya shaan-o-azmat hai Sarkaar-e-Madinah ki
Sab noori malaik aur har waqt hai aur Allah Yaaro karta madhat hai Sarkaar-e-Madinah ki
Woh banda ae Saqib hai pyara Allah ka Jo karta madhat hai Sarkaar-e-Madinah ki