Gulzar-e-Madinah salli 'ala rahmat ki ghatta SubhanAllah Pur-nor faza MashaAllah par kaif hua SubhanAllah Us zulf-e-ma'nubar ko chhoo kar mahkaatee hui utrati hui Laayi hai payam taaza koi, Aayi hai Saba SubhanAllah Mi'raaj ki shab ka safar aflaak ki roonq sar ta sar Mehtaab ki surat roshan hai naqsh-e-paa SubhanAllah Kehnay ko naaten sab ne kaha, yeh naat Nasir Aafaqi hai Kithe Mehr Ali Kithe Teri thana, kya khoob kaha SubhanAllah