Do jahaan ka ujala hamara Nabi ﷺ Hai bari shaan wala hamara Nabi ﷺ
Un se rutbe mein ooncha nahi hai koi Shan mein sab se bala hamara Nabi ﷺ
Door zahmat hui aagaya ban ke jab Rehmat-e Haqq Ta'ala hamara Nabi ﷺ
Aasiyon pe shafa'at ka mehshar ke din Daal de ga doshala hamara Nabi ﷺ
Apne har ummati ko kare ga ata Apni noori tawajjoh se dil ka riyaaz
Door karta hai ujala hamara Nabi ﷺ