Dikha de ilahi woh pyara Madinah ilahi bana de Madinah yeh sineh Main mar jaoon mere kafan pe yeh likhna Muhammad ﷺ Muhammad ﷺ Madinah Madinah Chali jis taraf se Nabi ki sawari shajar ne hijr di jhuk kar salaami Sabhi kar rahe hain Nabi ki ghulaami Nabi ne sikhaya hai har shay ko jeena Muhammad ﷺ Muhammad ﷺ Madinah Madinah Muhammad ﷺ Muhammad ﷺ Madinah Madinah Khade hain sawaali Dar-e-Mustafa par wahan koi aala na koi toongar Chalo aao maangein Habib-e-Khuda se ke haathon mein hai jin ke sara khazana Muhammad ﷺ Muhammad ﷺ Madinah Madinah Bula lo Madinah mein Aqa Bula lo agar ja raha hoon sambhalo sambhalo Khataakaar hoon mujh ko Aqa nabha lo laga do mera paar Aqa safina Kya jab bhi karte the Aqa ibadat to Quran karta tha unki talaat Yeh aisa Khuda ki kasam mujiza hai mila in ke sadaqe mein bakhshish ka zeena Yeh aankhon ka rona yeh dil ka tarapna tasawur mein Aqa ke dar se lipatna Dar Mustafa par kahoon ga mein ja kar yahin mera marna yahin mera jeena Muhammad ﷺ Muhammad ﷺ Madinah Madinah Muhammad ﷺ Muhammad ﷺ Madinah Madinah