We've added ads to help keep the platform running and improving for you.

Aesi Khushboo Se Ladi YaadNot Verified

Aisi khushboo se ladi baad-e-bahari guzri Jaise Aaqa-e-do-alam ﷺ ki sawari guzri


Jab bhi dekha hai tera naam, toh ek kaif mila Zindagi apni isi shauq mein saari guzri


Aaj ki raat bhi sona mera bekaar gaya Aaj ki raat bhi deedar se aari guzri


Rahi raftar-e-zamana tere hathon mein sada Har ghadi ban ke tere dar pe bhikari guzri


Aaj roya hoon bahut "un" ki ziyarat ke liye Aaj ki shab bhi basad girya-o-zari guzri



Get Lyrics On-The-Go! Download Our App Now!

Get it on Google Play


Shah-e-Kausar ki qasam, tu hi ae Jibreel bata Unki mehfil se kabhi naat hamari guzri

Stop Wasting Storage - Download Lyrics in Lightweight Text Format!

Get it on Google Play

midhah-logo-grey© 2026 Midhah