Aashiqo aashiqi ka maza agaya Mustafa (ﷺ) se lagi ka maza agaya
Joon hi nikla rooh-e-Wadhuha zulf se Raat ko chandni ka maza agaya
Bole Jibreel taluon ko yoon choom kar Aaj toh naukri ka maza agaya
Peeche hur hain toh aage hain ibn-e-Ali Ba-wafa muqtadi ka maza agaya
Main bhi tha the farishte bhi hakim wahan Ba-khuda haziri ka maza agaya