Aqa hamare nooru noor Aqa hamare noor-o-noor Sab ki mushkil taalne wale aur dukh karte hain sab door Un ka naam bada hai pyara jo hai saare jag ka sahaara Kar den jo rahmat ka ishaara ho jaate hain maaf qasoor Arsh pe woh mehman hue hain nabiyon ke sultan hue hain Jab woh jag mein aaye yaaro ho gaya jag sab noor o noor Un ke dam se har soo savera jo hai haami tera mera Jin kohraak jaape gheera johein dono jag mein mashhoor Un ka nazara Rabb ka nazara un ka rutba sab se bhara Un ka aashiq jag yeh sara jo hain Shafi Yawm al-Nashoor Jin ka khushboo daar paseena jin ka darhe arsh ka zeena Un ke naghme gaaye rakhna un ka milad manaaye rakhna Tujh ko Thaqib shahr Madinah bulwa leen ge Aqa zaroor