Ishq-e-Ali hai pyaar Ali hai
Dil hai Ali dildaar Ali hai
Offline Lyrics Anytime, Anywhere - Download the App Today!

Ahmad hain aitbaar-e-Khuda ka
Ahmad ka aitbaar Ali hai
Kis ke nikah mein doon yeh Zahra
Rab ne kaha haq-daar Ali hai
Baatil ke jo tukray kar de
Haakim woh talwar Ali hai