Ghaus-e-Azam Shah-e-Jeelan manjhdaar mein naiya hai Sadqa Maula Ali ؑ aao mori laaj nibha jaao
Main bhi raham ke qabil hoon dukh dard ka maara hoon Imdad karo faryad suno aakhir mein tumhara hoon Karo nazar-e-karam Meeran mera kaam bana jaao
Duniya mein bata do jo aur kaun hamara hai Ab rah-e-Khuda sun li zara main ne tum ko pukara hai Hasnain ؓ ke jaani ho meri bigri bana jaao
Khaak cheez pe Shah-e-Jeelan rahmat ki nazar kari o Saans rukne laga aaya waqt-e-naz’a Meeran ko khabar kardo Bakhshish meri ho jaaye surat ko dikha jaao