Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekh loon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah Labbayk Allahumma Labbayk Labbayk Allahumma Labbayk
Hajj ka safar ho phir ata Ya Rab-e-Mustafa Meetha Madinah phir dikha Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Rukh su-e-Kaaba haath mein Zam Zam ka jaam ho Pee kar karoon main phir dua Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Roti rahe jo har ghari ishq-e-Rasool mein Woh aankh dede Ya Khuda, Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Dede tawaf-e-khanah-e-Kaaba ka phir sharaf Farma yeh poori murad Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Aankhon mein jalwa Shah ka aur lab pe naat ho Jab rooh tan se ho juda Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Firdous mein pados de apne Habib ka Maula Ali ka wasta Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Sab ahl-e-khana saath mein ho kaash chal pade Su-e-Madinah qafila Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Mujhko Baqi-e-Pak mein madfan naseeb ho Ghaus-ul-Wara ka wasta Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah
Tu bhi hisab bakhash de Akhtar-e-Zar ko Tujhko Nabi ka wasta Ya Rab-e-Mustafa Ya Rab-e-Mustafa tu mujhe hajj pe bula Aake main dekhon aankh se Kaaba tera Ya Allah Ya Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah