We've added ads to help keep the platform running and improving for you.

Ya Rasool Allah Marhaba Marhaba

Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba


Bekason se hai jinhein pyaar wahi aaye hain Donon aalam ke hain ghamkhwar wahi aaye hain


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Ek nazar aasman pe daal marhaba


Chamka mah-e-noor ka hilal marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba


Bekason se hai jinhein pyaar wahi aaye hain Donon aalam ke hain ghamkhwar wahi aaye hain


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Jhande lagao galiyan sajao kar lo charaghaan ghar jagmagao


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Raazi hoga Rab-e-Zuljalal marhaba marhaba marhaba marhaba


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Bekason se hai jinhein pyaar wahi aaye hain



Offline Lyrics Anytime, Anywhere - Download the App Today!

Get it on Google Play


Donon aalam ke hain ghamkhwar wahi aaye hain Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba


Mehfil sajayein naatein sunayein Aaqa ki aamad ki dhoomein machayein Roz-o-shab yahi hua apna haal marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Bekason se hai jinhein pyaar wahi aaye hain


Donon aalam ke hain ghamkhwar wahi aaye hain Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba


La-raib nabiyon ke salar aaye, aaye do aalam ke ghamkhwar aaye Shahkaar Rab-e-Zuljalal marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba


Donon aalam ke hain ghamkhwar wahi aaye hain Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba


Aashiq ke dil jagmagane lage hain dekho zara muskurane lage hain Deedni hain unke khado-khaal marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Bekason se hai jinhein pyaar wahi aaye hain


Donon aalam ke ghamkhwar wahi aaye hain Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba


Sadqa wiladat ka jalwa dikha do dil ki lagi ab to Aaqa bujha do Dikhla do apna ab jamaal marhaba marhaba Ya Rasool Allah marhaba marhaba


Ya Rasool Allah marhaba marhaba Ya Habib Allah marhaba marhaba Bekason se hai jinhein pyaar wahi aaye hain

Stop Wasting Storage - Download Lyrics in Lightweight Text Format!

Get it on Google Play

midhah-logo-grey© 2026 Midhah