Ya Nabi ﷺ subh-o-shaam kijiye ga Zindagi un ke naam kijiye ga
Dil dhadakne ki bhi na aaye sada Aap adab se salaam kijiye ga
Wahan alfaaz kaam aate nahin Aansuon se kalaam kijiye ga
Lamha lamha kate duroodon mein Umr bhar ye hi kalaam kijiye ga
Ya Nabi ﷺ subh-o-shaam kijiye ga Zindagi un ke naam kijiye ga