Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah Yathrib ke wali saare Nabi tere dar ke sawali Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah
Jalwe hain saare tere hi dam se Aabad hai aalam, tere hi karam se Baqi har ek shay naqli, khayali Saare Nabi, tere dar ke sawali
Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah Yathrib ke wali saare Nabi tere dar ke sawali
Tere liye hi duniya bani hai Neele falak ki chadar tani hai Tu agar na hota, duniya thi khali Saare Nabi tere dar ke sawali
Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah Yathrib ke wali saare Nabi tere dar ke sawali Tu ne jahan ki mehfil sajayi Tareekiyon mein shama jalayi Kandhe par tere dar ke sawali
Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah Yathrib ke wali saare Nabi tere dar ke sawali Mazhab hai tera sab ki bhalayi Maslak hai tera mushkil kushayi Dekh apni ummat ki khasta hali Saare Nabi tere dar ke sawali
Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah Yathrib ke wali saare Nabi tere dar ke sawali Hai noor tera shams-o-qamar mein Tere labon ki lali sahar mein Phoolon ne teri khushbu chura li Saare Nabi tere dar ke sawali
Shah-e-Madinah Shah-e-Madinah Yathrib ke wali saare Nabi tere dar ke sawali