We've added ads to help keep the platform running and improving for you.

Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Muhammadin

Salli 'ala Nabiyina Salli 'ala Muhammad-in Salli 'ala Shafi'na Salli 'ala Muhammad-in Khuld o zameen o aasmaan doobe hue hain noor mein Lam yazal aaya ajab zuhoor mein Salli 'ala Nabiyina Salli 'ala Muhammad-in Salli 'ala Shafi'na Salli 'ala Muhammad-in Ishq-e-Nabi ki azamatain jis ke naseeb ho gayeen Samjho Khuda ki rehmatain is ke qareeb ho gayeen Salli 'ala Nabiyina Salli 'ala Muhammad-in Salli 'ala Shafi'na Salli 'ala Muhammad-in Un ke kamal hi se hai sara kamal-e-kainat Un ka hi noor-e-pak hai husn o jamal-e-kainat Salli 'ala Nabiyina Salli 'ala Muhammad-in Salli 'ala Shafi'na Salli 'ala Muhammad-in Jin ke tamam anbiya karte rahe hain tazkare Woh hain Imam al-Anbiya duniya mein aaj aa gaye Salli 'ala Nabiyina Salli 'ala Muhammad-in Salli 'ala Shafi'na Salli 'ala Muhammad-in Sa'im agar ho muntazir un ke durood-e-pak ke Aankhon se ab nikharlo gajray durood-e-pak ke Salli 'ala Nabiyina Salli 'ala Muhammad-in Salli 'ala Shafi'na Salli 'ala Muhammad-in



Download Lyrics & Access Offline - Install Our App Now!

Get it on Google Play

Offline Lyrics Anytime, Anywhere - Download the App Today!

Get it on Google Play

midhah-logo-grey© 2026 Midhah