Naam-e-Muhammad ﷺ Salle 'Ala, Noor-e-Muhammad ﷺ Salle 'Ala Khad-e-murad Salle 'Ala, qad-e-mumad Salle 'Ala
Rahmat-e-Aalam Salle 'Ala, mafkhar-e-Aadam Salle 'Ala Mursal-e-Akram Salle 'Ala, ismak-e-Ahmed Salle 'Ala
Chehra-e-anwar shams-e-zuha, zulf-e-mu'ambar lail-e-sabhi Qalb-e-mutahar noor-e-huda, zikr-e-mumajad Salle 'Ala
Shahid-e-aalam Shah-e-umam, Haadi-e-Aazam ﷺ sham-e-haram Sahib-e-lutf-o-jood-o-karam, Haq se mu'ayyad Salle 'Ala
Shafi'-e-mahshar naam tera sab ki shafa'at kaam tera Arsh-e-mu'azzam baam tera, khalq ka maqsad Salle 'Ala
Noor-e-Ilahi noor tera, ghaar-e-Hira hai Toor tera Hosh mein har makhmur tera ay noor-e-Muhammad ﷺ Salle 'Ala