Har shab manam fatada ba gird-e-saraye tu Ta roz aah-o-nala kunam az baraye tu
Har raat mein tere aastane ke paas pada rehta hoon Aur subah tak tere gham mein aah-o-zaari karta rehta hoon
Roze ke zarra zarra shawad ustukhan-e-man Bashad hanooz dar dil-e-tangam hawaye tu
Jis roz ke meri haddiyan zarra zarra ho jayengi Phir bhi mere chhote se dil mein teri tamanna hogi
Har-gaz shab-e-wisaal-e-tu roze nashud mara Ae waye bar kase ke buwad mubtalaye tu
Koi bhi din tere qurb ki raat na laya Haye afsos us par jo teri mohabbat mein mubtala hota hai
Jaan ra rawan baraye tu khwaham nisar kard Dastam nami dehad ke naham sar ba paye tu
Apni jaan tere liye qurban kar doon Bas nahi chalta ke tere paon par sar rakh doon
Jana bayan ba been-e-tu shikasta dil-e-man Umre guzashta ast manam ashnaye tu
Ae mehboob! aa aur dekh meri shikasta dili dekh Teri ashnayi mein meri ik umr beet gayi hai
Bar haal-e-zaar-e-ma nazre kun za ruye lutf Tu padshah-e-husni wa Khusro gada-e-tu
Meharbani farma kar meri halat-e-zaar par lutf ki nazar kar Tu husn ka badshah hai aur Khusro tera gada hai

